top of page

Hazrat Maulana Sufi Md. Khaliqullah Shah Iftekhari Elahabadi(R.H)

sufi 3.jpg

Hazrat Maulana Sufi Khaliqullah Shah Iftekhari, Quadri, Chisti, Mujibi, Khalifa wa Sajjada Nasheen Hazrat Maulana Mursheedina Sufi Ba Safa Moahmmed Iftkharul Haq Quadri, Chisti,  Soharwardi, Naqshbandi, Rahmani wa Mujeebi Qadusallahsarah Azeez

Aap (Md. Iftekharul Haq) Apne Daur Ke jayad Aleemai deen wa Peer -e- Tareeqat, Waqif Ramooz Hakkekhat Khawas Bahre Marifat Sufi Ba Safa Wali -E- Kamil Wa akmal Hazart Sufi Shah Mohammed Ifthkahrul Al maruf Mohammed Iftkharul Haq Siddique Quadri, Chisti, Naqashbandi, Mujaddi Sharwardi Mujeebi Rohtaki, Dehlwi, Summa Kalkatwi Rahmatuulahi alaeh Se Sarf Baith, Ijazat Wa Khilafat wa Sajjadgi aur Fauz wa Barkath Zahri Wa Bateeni Se Masharaf Huwe Aur Sufiya -E- akram ke Mission Waiz Wa Nasye Ke Zarya Farog Diya Kitne Hi kam Grow Rah Ki Rahnumai Farmai. Insano Ko Gayat Takhliq Ki Bunyadi Maqasd Se Ros nas Karya Tashnageen Marafat jame Marafat Se Shadkam  Farmaya jer Motalla Khitab ( Shama Haqiqat) Ki Tasneef Ummath Mahrooma Par Ap ka Ahsan Azeem Hai.  Hazrat Ka Wisal 8 Rabiul Awwal Shareef 1404 Hijri, 22 Novemeber 1985 Shaam 4 Bajke 15 Minute Par Huwa Inna lillahi Wa illahi Rajioon. Wisal Shareef Ke Waqt Apke Umar Approx 100 Years Thi Mauza Haldi Kalan, Tahseel Karchna, District Elhabbad, UP. Me Apke Mazar Shareef Mauzaz Khalaikh Hai. Har Saal Rabi ul Awwal Shareef  ke (7,8,9) Tariq Ko Aapka URS Mubarak Munkanad Hota Hai .     

Dargah.jpg
bottom of page